💔 Abhi na jaao chhod kar,
❤️ ke dil abhi bhara nahi
💔 Abhi na jaao chhod kar,
❤️ ke dil abhi bhara nahi
🌸 Abhi abhi to aayi ho
🌸 Abhi abhi to
🌸 Abhi abhi to aayi ho
🌸 Abhi abhi to
🌷 Bahaar ban ke chhaayi ho
🌬️ Hawa zara mahek to le
👀 Nazar zara bahek to le
🌆 Yeh shaam dhal to le zara
🌆 Yeh shaam dhal to le zara
❤️ Yeh dil sambhal to le zara
😊 Main thodi der jee to loon
🍷 Nashe ke ghoont pi to loon
🍷 Nashe ke ghoont pi to loon
💬 Abhi to kuch kaha nahi
👂 Abhi to kuch suna nahi
💔 Abhi na jaao chhod kar
❤️ Ke dil abhi bhara nahi
✨ Sitaare jhilmila uthe
✨ Sitaare jhilmila uthe
🪔 Chiraag jagmaga uthe
🤫 Bas ab na mujhko tokna
🚶♂️ Bas ab na mujhko tokna
🚫 Na badh ke raah rokna
⏳ Agar main ruk gayi abhi
🚶♀️ To jaa na paaungi kabhi
💭 Yahi kahoge tum sada
❤️ Ke dil abhi nahi bhara
🔗 Jo khatam ho kisi jagah
💞 Yeh aisa silsila nahi
❌ Abhi nahi abhi nahi
❌ Nahi nahi nahi nahi
💔 Abhi na jaao chhod kar
❤️ Ke dil abhi bhara nahi
🌙 Adhuri aas
💔 Adhuri aas chhod ke
💧 Adhuri pyaas chhod ke
🚶♀️ Jo roz yoon hi jaayogi
🤝 To kis tarah nibhaayogi
🛤️ Ke zindagi ki raah mein
❤️ Jawaan dilon ki chaah mein
🏔️ Kayi makaam aayenge
💪 Jo humko aazmaayenge
🙏 Bura na maano baat ka
💞 Yeh pyaar hai gila nahi
💭 Haan yehi kahoge tum sada
❤️ Ke dil abhi bhara nahi
❤️ Haan dil abhi bhara nahi
❌ Nahi nahi nahi nahi
Abhi Na Jao Chhod Kar Lyrics In Hindi
🎶 अभी ना जाओ छोड़कर, कि दिल अभी भरा नहीं ❤️🥺
🎶 अभी ना जाओ छोड़कर, कि दिल अभी भरा नहीं ❤️🥺
🌸 अभी अभी तो आई हो, अभी अभी तो…
🌸 अभी अभी तो आई हो,
🌷 बहार बन के छाई हो
🌬️ हवा ज़रा महक तो ले,
👀 नज़र ज़रा बहक तो ले
🌆 ये शाम ढल तो ले ज़रा
🌆 ये शाम ढल तो ले ज़रा,
❤️ ये दिल संभल तो ले ज़रा
😊 मैं थोड़ी देर जी तो लूँ,
🍷 नशे के घूँट पी तो लूँ
🍷 नशे के घूँट पी तो लूँ
💬 अभी तो कुछ कहा नहीं,
👂 अभी तो कुछ सुना नहीं
💔 अभी ना जाओ छोड़कर, कि दिल अभी भरा नहीं
✨ सितारे झिलमिला उठे
✨ सितारे झिलमिला उठे, 🪔 चराग जगमगा उठे
🤫 बस अब ना मुझको टोकना
🚶♂️ बस अब ना मुझको टोकना, 🚫 न बढ़ के राह रोकना
⏳ अगर मैं रुक गई अभी, तो जा न पाऊँगी कभी
💭 यही कहोगे तुम सदा कि दिल अभी नहीं भरा
🔗 जो ख़त्म हो किसी जगह, ये ऐसा सिलसिला नहीं
❌ अभी नहीं, अभी नहीं
❌ नहीं नहीं नहीं नहीं
💔 अभी ना जाओ छोड़कर, कि दिल अभी भरा नहीं
🌙 अधूरी आस
💔 अधूरी आस छोड़ के, 💧 अधूरी प्यास छोड़ के
🚶♀️ जो रोज़ यूँ ही जाओगी, तो किस तरह निभाओगी
🛤️ कि ज़िंदगी की राह में, ❤️ जवान दिलों की चाह में
🏔️ कई मुकाम आएँगे, जो हमको आज़माएँगे
🙏 बुरा ना मानो बात का, 💞 ये प्यार है गिला नहीं
💭 यही कहोगे तुम सदा कि दिल अभी भरा नहीं
❤️ हाँ, दिल अभी भरा नहीं
💔 नहीं नहीं नहीं नहीं